Complete Sahih Muslim Shareef Hadith in 6 Volumes with Urdu Translation
- Download (ISO Format)
- muslim1.pdf, muslim2.pdf, muslim3.pdf, muslim4.pdf, muslim5.pdf, muslim6.pdf (PDF Format)
Thanks To: http://www.quranurdu.com
This blog collect all Islamic related stuff around the world like Complete Quran MP3, Islamic Wallpapers, Islamic Dua etc (...and counting).... Keep visiting for more.
Asalam-o-Alakum
ReplyDeleteAllah aap ko bohut jaza day.Naik aur achi baat sadqa hay aur aur ye ahadees tou Hazrat Muhammad(SAW)kay khobsurat aqwal kay baghaat hain.
JazakAllah
As Salam u alaikum.... Meri islami bahen
DeleteMashaallah... Allah ap ko bhi jazaikhair de. Ap jab Salam karay tou sahi talaffuz aada karay or sahi likhay . As Salam u alaikum ...wa rahmatullahi Wa barkatahu ...
میں اس سے اتفاق کرتا ھوں
Deleteمیں کافی دوست کو انگلش میں سلام علیکم ورحمة
کو اس طرح لکھتے ھیں wasslam wrwb
i think thats not good
اللہ ھم کو نیک عمل کی توفیق دے
امین اللھم امین
Aslamalikum,
Deletegrow up brothers! stop this attitude of being someone superior or an elite. Once written Salam, it automatically means one intends to send peace on you..get the meaning for God sake. stop acting like all of you are great scholars here! I don't see any references here if you are so called scholars.
Koi Salam day raha hai tu chupp chaap Salam ka jawab de do...kha mukha nukta cheenee say guraiz karo..Allah Ka Wasta hain tum logon ko.
excuse me mr kashif.sorry pehly hi kr deti hn agr apko meri baat buri lagy.agr achi baat nhi kr skty to behtr hai chup rahen sahi baat ko ghalt kr k q gunnah gaar hona haii.salam ka mtlb salamti hai mtlb jo b ho pr ye dua nahi hai aur assalamualaikum ka mtlb hai tum pr Allah ki salamti ho.aur jo baat hamare nabi pak nay sekhai us mai badal krny wala gunah gaar hai aur ap woi kr rhy ho.
DeleteAllah apko hidayt de(ameen)
mis marium kashif sahab ne thek farmaya hai. ap log ki waja se extremism phela hai q k her choti bat ko ap log tamash banaty ho aur jo bari baten hoti hain us ko ignore kerty ho. amal ka daro madar niyatoon pe hai. salam me koi qabahat nai hai. aqalmandi or jazbat me farq keren bibi ap..
Deletemaryam bilkul theak kah rahi hai agr ap ko Assalam-o-alaikum kehna buhut difficult lagta hai tu english adab ka sahara li ji jesy k hello likin islam ke method ko mat kharab karein kyon k ak zabar pash k galti se bi dua baddua me badal jati hai.such bura to lagta hai mgr apnay ana ko chor kr muday par ghor krna chahiye ke sahi hai ya galat aur agr hum choti choti galtion ko nazar andaz kre g tu ye galtian baray ho jati han kyon k qatre qatre se hi daraian banta hai.
DeleteMiss Maryam ka point of saying bilkul theek hay,,,,,,MR KASHIF,kahtay han jab tak alfaz apky mounh main hon apky hotay han and jab nikal jaien to dosron ky hotay han so mounh kholnay sy pahlay souch liana akalmand hony ki nashani hy or DEEN ki bat main bila ilaam kay zuban chalana JHALIYAT SY kam nhi,,,,,,,,,,, Arbai zuban main alfazon ka thora sa matlab change karnay sy sara matlab badal jata hay E.G...... AS SALAM U ALIKUM ka matlab hay "tumpay ALLAH ki rahmat ho".... SALAM U LAIKUM ka matlab hay "tumpay ALLAH ki halakat ho".....esi tarhan word SALA LAIKUM kahna ya SALAMA LAIKUM kahnay say sab matlab total negative hojatay han.....
Deleteso deen main chouti si galati ki bhi gunjaish nahi or chouti si galati ko point out karnay wala extremist nahi balkah apka hamdard hy albata us insaan ko aisa kahnay walay ap zaroor sheetan ky extreme beloved chailay ho sktay han.
Aap hadees ka sahara ly, translation, eemaal ka daromadaar neeyat pe hai, to neeyat behtar kare sab behtar hooga
Delete@ Anonymous
ReplyDeleteis blog main Islam related saari batain shaamil ki jayegi. Agar aap ke pass Hazrat Ali (R.A) ke baare main kuch main tu hum se share kijiye.
unclecruise@gmail.com
Jazaak Allah, all those who are giving us khowledge through Ahadees Allah will certainly reward them.
ReplyDeleteSaif, Chitral
Assalam u alikum ap ko Allah is kare khair ka ajar day day . baqi sab dosto ko mera guzaresh hai keh jis k pass bi islam k baray main achi site ho please is Email trulytearsss@yahoo.com per baij day shukerya Khuda Hafiz
ReplyDeleteAsalam o alaikum!
ReplyDeletebhai jaan Allah Paak aap ko jzaay khair ata frmaay
please muje koi ye batye k hadees prakhny ka sahi tarika kia ha? mera matlab ha k humain pta kese chaly ga k ye bat hamary pyare Rasool ne ki ha ya ni?
ReplyDeleteGreat effort by this site as i have find many site which demand mony for purchansing or downloading hadih books.
ReplyDeletegreat
sami
@ Sami
ReplyDeleteAll these downloads are provided by http://www.quranurdu.com ... So a BIG thanks to them.
for all brothers who are insisting about IMAM ALI A.S preachings please go to google and type nahjul balagah. It is full of IMAM's sayings.
ReplyDelete@ KHAN: Bhai Hadees ko app us wakt tak nhe samjh sakte jab tak app Amal na karo us baat per jo parho. Sab se acha tarika kisi Hadees Ya Quran Shareef ko Parhne ka hai wo yeh hai k app jo bhe jitna bhe parho magar usay amal mai la kar parho Inshallah Bohat faida hoga aur baat bhe Hadeeqatan samjh ajae gi.
Wasalam
Assalam u alikum
ReplyDeleteALLAH TABARUK TALA AAP JESE LOGO KO HI PASAND FARMATA HAI JO AHDEES NABVI (S.A.W.W)OR QURAN MAJEED SEY SABIT KARTEY HAIN.SAHI MUSLIM SHARIF DEKH KAR BOHAT ACHA LAGA.BUKHARI SHARIF BHI LINK MEY RAKHIYE.ALLAH AAPKO IS KAR KHAIR KA IS JAHAN MEY OR AKHRUT MEY ZAROOR DEGA INSHAH ALLAH AMEEN
@ alikamran29
ReplyDeleteAll these downloads are provided by http://www.quranurdu.com ... So a BIG thanks to them.
ASSALAM U ALIKUM
ReplyDeleteJazakallah aap ki mahnat rang layige inshallah aap ko aur aap ki teem koo ALLAH agir dega dunya main bhi aur akhirat main bhi.aur ek durkhast hai ki aap joo bhi kitabhian nasahar kartein rahain woh khalisatan haq pe mabni hoo. Allah app ko ajir dein. Ameen
Asslaam mo alkuim
ReplyDeleteMashallah it's a knowledgeable plate form for every single Muslim.
I just want to know very simple thing regarding pray , when we perform pray specailly at the time of RUKKU Hanafi they dont do (Ruffadaien )
which is clearly Mention in hadith of Sahih Bukhari Hadith #736 and other books page #355 chepter #475 that RASULAY KHUDAH SALAL LAHO WA ALHY WASAL USED TO PERFORM with Ruffadaien)
Is any body know why hanafi dont follow that , is there any other hadith or reason to not do that.
2nd question why men and women has different way to offer pray ( specailly seting , rukku, and sajod.
Hope if nay one know the answer plz let me know with hadith and other Refrences.
Jazakk Allah
MurtuZa
email gmurtuzaallie@hotmail.com
i am also searching the ans of this question...plz mjy pori tasdeeq k sath tamam tar refrences k sath koi ans day sakta isi sawal ka jo "MURTAZA" NY POCHA H????
Deletezakikhan203144@yahoo.com
read under stand and follow the Quran brothers and sis
ReplyDeleteaslam o alikum .achay kaam ka nateeja eman rakhte huwe hamesha achaa hi hota hai. yahan khan sahib swal kar rahe hain .sahih hadith ko kaise samjha aur jana jaye .hadith samajhne ka sahih tarreqa quran hai. aima karaam ne aur muhadseen karaam ne is main bahut ihtiyaat barti . jabb aik hadith galat kak ziyada bayan karne ka nateeja dozakh ka thikana hai .to itna barra risk kon le. ALLAH PAK ki karroron rahmatain aur barktain nabi -e- kareem {saw} par aur unke ashab par aur immam bukhari par .aameen.....mian imtiaz from lahore
ReplyDeleteasalam o walekum , sahe muslim ki ahadeees ki waja se main aj allah ka aik naek banda ban gaya hon, bukhari or sahe muslim main har wo chez mujhe mil gae jise aik ashiqerasool chahta or allah ke ahkamat ki perwi karta hai,
ReplyDeleteasalaam o alikum
ReplyDeletemerey doston asal ma hum logh ab atany laperwa hoghay hay k hum apnay mazab say doore hotay jahrahy ha or ya douri humain gharak kardalay gee hadees shreef chaiy koi b ho wo bukhari shreef ho ya asool e kafi ho sab hamaray piary nabi hazzrat muhammed { s a w } ki ha humain nabi pak {s a w} ki batoon per amal karna chaiy ha khuda ap ko or mugay hum sab musalmano ko naki ki hedayat day aameen
thanx a lot this is a great kindness for all muslim...................
ReplyDeleteasalaam o alikum
ReplyDeleteAllah aap ko bohut jaza day.Naik aur achi baat sadqa hay aur aur ye ahadees tou Hazrat Muhammad(SAW)kay khobsurat aqwal kay baghaat hain.
JazakAllah
helloooooo evry one..
ReplyDeleteJAZA KU MULLAH HE KHAIRA.
ReplyDelete1."Hazrate Alqamah kahte hai ki Hazrat Abdullah Ibne Masood Rad. ne farmaya ke tum ko Rasulullah Sallallahu Alahi Wasallam ki namaz padhau? phir aap ne namaz padhai, pas pehli martaba ke siva rafayadayn nahi keya"
ReplyDelete("Tirmizi-Jild:1 pg:35, Nasai-Jild:1 pg:161, Abu Dawood-Jild:1 pg:109")
Imam Tirmizi ne is Hadees ko Hasan kaha he, Aur Hafiz Ibne Hazm Reh. ne Mahli-Jild:4 page:88 me ise saheeh kaha hai,
"Iske sab Raavi Saheeh Muslim Sahrif ke hai"
(Al-Javharunnaqi-Jild:1 page: 127)
For Megaupload Users
ReplyDeletehttp://www.megaupload.com/?d=6VADZ7IE
Sahih Bukhari Sharif
ReplyDeletehttp://www.megaupload.com/?d=CROHP5H7
assalam alaikum bradarane islam may bhahot khush hoa apki hadith palkar may bahot dino se suchra tha ke hanafih maslaq ki namaz ki hadith kha hai bahooot bahooooth shokriya
ReplyDeleteassalam alaikum me pyare islami bhai deen ke tallukh se app logaon ka jazba dekhkar may bahoth khush hoa jazakallah khair
ReplyDeleteAllah taalaa aapko ajre azee dei - ameeeen
ReplyDeleteAssalamoalaikum. agar kisi bhai kay pass urdu quranic dictionary hai to please mery address emree_019@yahoo.com (also on facebook) par bhej day. Shukria
ReplyDeletethanks for providing the download link of book.
ReplyDeleteA/SALAM DOSTON HR HADEES SAHI NAI HOTI Q K YE RAVIYON K ZARIYE HUM TAK AAI HAI. AGAR APKO JANNA HAI K KONSI HADEES SAHI HAI JO HADEES QURAN M BATAI HOI BAAT PR PURA UTREY WO HI HADEES SAHI HAI OR QURAN PR SHAK KRNEY WALA KAFIR HOTA HAI.
ReplyDeleteDear friends you can also download Islamic Books, Ahadees books with URDU translation from
ReplyDeletehttp://www.nafseislam.net
Aslam O Alikum
ReplyDeletemujy kuch information chahy about nikkah
ak mardd ko kin shraiat ki bina per nikah ka hukam ha?
kaya asi koi bt \ hadees\ koll ha k
ager ak mard apni wife k ly alag ghar bana saktaha to wo shadi kary??
plz as soo as posibl mujy correct information chahy
i'll b very thankfull to u
Aslam O Alikum
DeleteDear Brother according to islam when the person will able to bear the load of a wife then he should get marry.other wise wait till the time to stable there self.
Thanks Syed Ali Naqvi
Does shaving part of head is prohibited in islam?
ReplyDeleteIs this is thing is in Muslim Shareef?
Please let me know about this ....
Mashallah.. Jazakallah.. I also want to share Islamic app, Prayer timing is yet another app from Deenwise with an easy to use interface, displaying daily prayer times (Fajr, Zuhr, Asr, Magrib, Isha) according the location. This modern freeware app Prayer timing can help Muslims perform daily prayers anywhere in the world in time. Check it out: Download Prayer Times for Android
ReplyDeleteJazaak Allahu Khaira'N
ReplyDelete